kahi sagar hain kahi sehara hain
kahi aajadi kahi pehara hain
kahi sagar hain kahi sehara hain
kahi aajadi kahi pehara hain
madhosh hain ye, bahke hain kadam
anjaan hain path
na jane kaha le jaye ise
jivna ka ye rath
aaha path path path
aaha path path path
he he he he he he
ye duniya ko nahi jante hain
jo dil kahata hain mante hain
ye duniya ko nahi jante hain
jo dil kahata hain mante hain
na manjil hain, na thikana hain
kuchh sach hain, kuchh afsana hain
jeena marna hain saath inhe
yahi hain sapath
na jane kaha le jaye ise
jivna ka ye rath
aaha path path path
aaha path path path
he he he he he he
kuchh karte hain badnaam inhe
kuchh karte jhuk ke salam inhe
kuchh karte hain badnaam inhe
kuchh karte jhuk ke salam inhe
hain sabse juda, andaaz inka
har jagah chale, bas raaj inka
na chhuti hain, na chhutegi
inki aadat
na jane kaha le jaye ise
jivna ka ye rath
aaha path path path
aaha path path path
he he he he he he