kahi se unchi kahi se nichi
sadak zamane ki sambhal ke sambhal ke
sambhal ke chalna babu ji
oye kahi se unchi kahi se nichi
sadak zamane ki sambhal ke sambhal ke
sambhal ke chalna babu ji
sambhal ke chalna babu ji
chalna khol ke aankhe babu
dekh ke pichha aaga babu dekh ke pichha aaga
arey aankh lagi to chor fatafat ghatri leke bhaga
re fatafat ghatri leke bhagas
rasta tujhe bhula na de ye bhadak zamane ki
sambhal ke sambhal ke
sambhal ke chalna babu ji
duniya ke gulzar me
kante lakh phul do char
arey soch samjh ke karna babu ji
is duniya se pyar babu is duniya se pyar
khujli se bhi zordar hai kadak zamane ki
arey wah ae kadak zamane ki
sambhal ke sambhal ke
sambhal ke chalna babu ji
dar ke na jina mar ke na jina
jina akad akda ke babu jina akad akad ke
arey jhuka to chit kar degi
duniya gardan teri pakad ke
ho babu gardan teri pakad ke tan ke sina
tan ke sina hansi uda de bedhadak zamane ki
sambhal ke sambhal ke
sambhal ke chalna babu ji
kahi se unchi kahi se nichi
sadak zamane ki sambhal ke sambhal ke
sambhal ke chalna babu ji
sambhal ke chalna babu ji
Film cast: Sajjan, Nutan, Purnima Razi, Durga Khote, Pran, Gope, Raj Mehra,
Yakub
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Talat Mahmood, Ram
Kamlani
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: Roshan
Film Director: O P Dutta