kahi shero nagma banke kahi aansuo me dhalke

wo mujhe mile to lekin mile surate badal ke

ye chirage anjuman to hai bas ek shab ke mehman

hai bas ek shab ke mehman tu jala wo shama aye dil
tu jala wo shama aye dil jo tujhe kabhi na jalke
kahi shero nagma banke kahi aansuo me dhalke
na to hosh se taruf na junu se aashnayi
na to hosh se taruf na junu se aashnayi
na junu se aashnayi ye kaha pahuch gaye hum
ye kaha pahuch gaye hum tere badan se nikal ke
kahi shero nagma banke kahi aansuo me dhalke
wo mujhe mile to lekin mile surate badal ke
kahi shero nagma banke kahi aansuo me dhalke
Thanks for posting. I was wanting to hear this Khumar Barabankvi's ghazal in Talat's voice.
Type in Khumar Barabankvi in search and hear some more sheyrs of this ghazal in Khumar's voice.