Lyrics of Kahne Wale Tu Bhi Kah Le Jo Dil Ki Bat Hai - कहने वाले तू भी कह ले जो दिल की बात है
nazar se karne chale mukabala dil ka hume bhi dekhna hai
aaj hosla dil ka kahne vale tu bhi kah le
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai kahne vale
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat
tera roop ek kali hai mera dard bekali hai
tujhe rang vo mile hai mujhe arzu mili hai
meri arzu ne lekin jaha jal ke aah ki hai
vahi sham badh gayi hai vahi raat ho gayi hai
jaha dil jala hai mera vahi roshni hui hai
vahi roshni hui hai hui hai vahi roshni hui hai
magar ishq shola hai sabnam kaha
magar ishq shola hai sabnam kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kaha
jo mujh me ada hai vo tujh me kaha
kehne vale kehne vale
kehne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat
na kuch ehasas hota hai na kuch ehasas karte hai
mohabbat me jo rote hai vo kat bakwas karte hai
vo bat bakwas karte hai juba se uf na nikalegi
mita kar dekh le hum ko yaki tujhko na ho to
ajma kar dekh le to jamane jakt pe ye taji
or juba par ham nahi laye ab tak dasta teri
mere didar se pehle ye kaha ye aane vale the
mere didar se pehle ye kaha ye aane vale the
duaye do ke tumko ronake mahfil bana dala
ronake mahfil bana dala ronake mahfil bana dala
ronake mahfil bana dala ronake mahfil bana dala
bhut khub hai tu hum sa kaha bhut khub hai tu hum sa kaha
jo hum me ada hai vo tujh me kaha
jo hum me ada hai vo tujh me kaha
jo hum me ada hai vo tujh me kaha
kehne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
kehne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat
teri dusmani se bhadkar teri dosti ne mara
teri dusmani se bhadkar teri dosti ne mara
teri dosti jaha me mujhe fir bhi hai gavara
teri dusmani se bhadkar teri dosti ne mara
teri bewafaiyo ko mere shok ne nikhara
teri bewafaiyo ko mere shok ne nikhara
meri shokhiyo ne lekin tere shok ko ubhara
meri shokhiyo ne lekin tere shok ko ubhara ubhara
tujhe aaina bana kar kiya apna hi nazara
tujhe is khudi ne khoya mujhe bekhudi ne mara
tujhe bekhudi ne mara tere naz ko jana meri bekhudi se jana
teri bekhudi ne fir bhi mere naz ko na jana
teri bekhudi ne fir bhi mere naz ko na jana
teri bekhudi ne teri bekhudi ne teri bekhudi ne
teri bekhudi ne fir bhi mere naz ko na jana
teri haar se bana hai meri jeet ka fasana
meri jeet ka fasana meri jeet ka fasana
jamane me hai koi mujhsa kaha jamane me hai koi mujhsa kaha
jo mujhme ada hai vo tujhme kaha
jo mujhme ada hai vo tujhme kaha
kahne vale kahne vale kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai
qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat
qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat
Thanks a lot, Anil!
Superb qawwali sung by the ultimate trio of filmi qawwalis: Aasha, Manna
Dey, and Rafi! In fact, all qawwalis/songs of this movie are great!
Husnwaale Husn Ka Anjaam Dekh is supeb!
Thanks for improving the audio quality!