kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
ha kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
nanhi nandiya bhabhi ki bat take
bhabhi ki bat take
bhaiya judai ki ghadiya na kat sake
ghadiya na kat sake
jane kab tak jiya tadpayegi
jane kab tak jiya tadpayegi
o bhaiya, kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
jaise chanda sitaro me ek hai
jaise chanda sitaro me ek hai
meri bhabhi hazaro me ek hai
jaise chanda sitaro me ek hai
meri bhabhi hazaro me ek hai
chum lengi chum lengi mohalle ki goriya
chum lengi chum lengi mohalle ki goriya
wo jo mukhde se ghunght uthayegi
wo jo mukhde se ghunght uthayegi
kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
jara shadi rachane ki der hai
jara shadi rachane ki der hai
meri bhabhi ke aane ki der hai
o bhaiya meri bhabhi ke aane ki der hai
usne dekha, usne dekha jo aankhe nikal ke
sari git pit tumhe bhul jayegi
kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
kaho bhabhi meri kab aayegi
mere bhaiya ke man ko lubhayegi
A very good adumbration of cultural environment of India through the poetic
composition of this song.Musical score of Pandit Gobind Ram is equally
commendable and sung spiritedly by Lata ji.Thanks.