kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai
jhutho ke sardar ye aadat kaisi hai
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai
jhutho ke sardar ye aadat kaisi hai
mausam hai bahar ka pahle pahle pyar ka
mithi takrar ka aaya hai maza
chalo hato jao ji bate na banao ji
hame na satao ji
milega tumhe kya milega tumhe kya
tumko kya malum ye chahat kaisi hai
pagal se hai pyar ye kismat kaisi hai
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai
jhutho ke sardar ye aadat kaisi hai
pyar iska nam hai to dur se salam hai
hone lagi sham ji ham to chale
chal lazwab hai gussa behisab hai
apna dil nawab hai
lo hum bhi chale hum bhi chale
dekh liya dildar mohabbat kaisi hai
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai
jhutho ke sardar ye aadat kaisi hai
jane ko to jaoge dekho phir jo aaoge
bade pachtaoge jo hum na mile
banti to anjan ho badi shaitan ho
purani meharban ho ji
chhodo ye gile chhodo ye gile
ab ye thanedar rihai kaisi hai
wah re tera pyar ulfat kaisi hai
kaho meri sarkar tabiyat kaisi hai
jhutho ke sardar ye aadat kaisi hai