kaho sakhi kaho sakhi
pahli raat me kya biti
kaho sakhi kaho sakhi
pahli raat me kya biti
suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
gabru ho mera mota si
mota si wo mota si
niyat ka wo khota si
khota si wo khota si
usne badi nadani ki
inti khinchatani ki
charpai meri tod gaya
mujhko rota chhod gaya
haye haye haye haye haye
phir bhi main rah gayi zidi
suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
are suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
ari tu bhi to apni
suhagraat ki baat bata
haye gabru mera kala si
kala si wo kala si
kaue ke rang wala si
kaue jaise kala si
bhar liya baaho ke ghere me
dikha na mujhe andhere me
kab aaya kab chala gaya
kuch bhi na mujhko pata chala
aa aisa
phir bhi main rah gayi zidi
suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
ha suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
tere wala kaisa tha, batati hu
gabru mera halka si
halka si wo halka si
itna dubla patla si
patla si wo dubla si
khincha mujhe to khinch aaya
munchh ne haye sitam dhaya
chubhi to maine chhink diya
palang se niche gire piya
phir bhi main rah gayi zidi
suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
are suno sakhi suno sakhi
pahli raat me jo biti
tu kahan bhag rahi hai tu bhi to bata
are rrrr
gabru mera bhola si
bhola si wo bhola si
wo masa main tola si
tola si main tola si
pahli raat me hota hai kya
usko na tha kuch bhi pata
kabhi sharmaye kabhi muskaye
jhandi hari maine dikhlayi
us pe na kuch bhi asar hua
pyar kiya na mujhe chhua
hath liya na hatho me
raat bit gayi baato me
tang aakar tab maine kaha
kuch to karo bhole piya
phir usne kya kiya
batau kya kiya, batlao
bas ye hi kiya