kahte hai kya main karu
kahte hai kya main karu
sunke fasana dil ka
kahte hai kya main karu
sunke fasana dil ka
wo hi jhagda wo hi dukhda
wo hi jhagda wo hi dukhda hai purana dil ka
wo hi jhagda wo hi dukhda hai purana dil ka
kahte hai kya main karu
sunke fasana dil ka
isne dekha use aur usne ise dekh liya
isne dekha aa, isne dekha aa
isne dekha use aur usne ise dekh liya
ab to dushwar hai
ab to dushwar hai pahlu me chhupana dil ka
ab to dushwar hai pahlu me chhupana dil ka
kahte hai kya main karu
sunke fasana dil ka
sa ni dh m p m g re sa
s ga m g p g p g dh ni
s p sa ni sa ni sa
sa ni ni dh dh dh p
ishq me sbar kahan jabt kahan taaj kahan
ishq me sbar kahan aa
ishq me sbar kahan jabt kahan taaj kahan
janejana nahi humdam
janejana nahi humdam ye jana dil ka
janejana nahi humdam ye jana dil ka
kahte hai kya main karu
sunke fasana dil ka
teer par teer lagakar wo kaha karte hai
teer par teer lagakar
teer par teer lagakar wo kaha karte hai
kyu ji tum khel samajhte the
kyu ji tum khel samajhte the lagana dil ka
kyu ji tum khel samajhte the lagana dil ka
kahte hai kya main karu
sunke fasana dil ka
jee lage aapka aisa ki kabhi jee na bhare
aa jee lage aapka aa
jee lage aapka aisa ki kabhi jee na bhare
jee lage aapka, aapka jee lage, jee lage
ha jee lage aapka aisa ki kabhi jee na bhare
dil lagakar jo sune
dil lagakar jo sune aap fasana dil ka
dil lagakar jo sune aap fasana dil ka
dil lagakar jo sune aap fasana dil ka
fasana dil ka, fasana dil ka
fasana dil ka, fasana dil ka
fasana dil ka, fasana dil ka
fasana dil ka, dil ka, dil ka
dil lagakar jo sune aap fasana dil ka
dil lagakar jo sune aap fasana dil ka