kaisa hai ye nasha, ye khumar
tumse milke ho gaya dil bekarar
khubsurat hai sama, kya jami kya aasma
masti me hai jism-o-ja, o o wo
kaisa hai ye nasha, ye khumar
tumse milke ho gaya dil bekarar
ho ho ho ho ho ho
aao chun le hum do pal pyar ke
rab ko jeet le khud ko haar ke
mitha mitha sa ye ehsas hai
hontho pe nami, phir bhi pyas hai
chhayi madhoshiya, ae janeja
khubsurat hai sama, kya jami kya aasma
masti me hai jism-o-ja, o ho o
kaisa hai ye nasha, ye khumar
tumse milke ho gaya dil bekarar
ye hey
dekho to jara, khabo ka jahan
aisa lag raha jannat hai yaha
milke jhum le, hum tum is tarah
phulo se mile khushbu jis tarah
ek duje se ab ho na juda
khubsurat hai sama, kya jami kya aasma
masti me hai jism-o-ja, o ho o wo
ll la la la la l la
ll la la la la l la
n n n n na na na
n n n n na na na
n n n n na na na
n n n n na na na