mai to tumhari sita 
mai to tumhari sita
mai to tumhari sita
tu ram ho na ho, ram ram ram 
ram ho na ho
agni maa ka sahara liya maine 
pal pal naam tumhara liya maine
pal pal naam tumhara liya maine
mai to tumhari mira 
mai to tumhari mira 
mai to tumhari mira 
tu shyam ho na ho, shyam shyam shyam 
shyam ho na ho
mere lahu se mang meri bhar do 
laye the doli vida bhi kar do
laye the doli vida bhi kar do
dunia me aisi koi 
dunia me aisi koi
fir shaam ho na ho, shyam shyam shyam 
shaam ho na ho
kaisa mai ram tera 
kaisa mai shyam tera 
jiwan bitauga mai le le ke naam tera 
tu sath ho na ho, ram ram ram
ram ho na ho
haste haste bhulaya tujhe maine 
apne hatho gavaya tujhe maine 
apne hatho gavaya tujhe maine 
duniya andheri meri 
duniya andheri meri
duniya andheri meri
ab raat ho na ho, ram ram ram 
ram ho na ho
dil ki aag bujhayi nahi jati 
teri raakh udai nahi jati
teri raakh udai nahi jati
barsengi yu hi aankhe 
barsengi yu hi aankhe 
barsengi yu hi aankhe 
barsat ho na ho, ram ram ram 
ram ho na ho
kaisa mai ram tera 
kaisa mai shyam tera 
jiwan bitauga mai le le ke naam tera 
tu sath ho na ho, ram ram ram
ram ho na ho
