kaise murli bajaye ghanshyam
kaise murli bajaye ghanshyam
mai jamuna ke tat per aayo basi
mai jamuna ke tat per aayo basi
aisa baya brij ka dhaam
kaise murli bajaye ghanshyam
o kaise murli bajaye ghanshyam
murli ki dhun sun bajat mudang
nirtya karat albeli naar
karke singar nache ta thai ta thhai tha
chanan chan gunguru baje payal geet sunaye sunaye
chanan chan gunguru baje payal geet sunaye sunaye
murli ki dhun sun tan jo dhole
murli ki dhun sun tan jo dhole
man ko lu mai tham kaise murli bajaye ghanshyam
o kaise murli bajaye ghanshyam
bindiya chamke kangana khanke aisa rup suhana
bindiya chamke kangana khanke aisa rup suhana
ghungata sarke hoye savera
ghungata sarke hoye savera
lat bikhre to shaam
kaise murli bajaye ghanshyam
kaise murli bajaye ghanshyam
mai jamuna ke tat par aayo basi
mai jamuna ke tat par aayo basi
aisa baya brij ka dhaam
kaise murli bajaye ghanshyam
o kaise murli bajaye ghanshyam
kaise murli bajaye ghanshyam
kaise murli bajaye ghanshyam
bajayi ghanshyam bajayi ghanshyam