kaise piya se mai kahu mujhe kitna pyar hai
kaise piya se mai kahu mujhe kitna pyar hai
aankho ko intejar hai dil bekarar hai
hoga milan apna mujhe aitbar hai
hoga milan apna mujhe aitbar hai
aankho ko intejar hai dil bekarar hai
kaise piya se mai kahu mujhe
aayenge jab woh samne baho me mai bhar lungi
aayenge jab woh samne baho me mai bhar lungi
manungi unki baat ko unse jid naa karungi
chhane lagi hai madhoshiya hay kya khumar hai
chhane lagi hai madhoshiya hay kya khumar hai
aankho ko intejar hai dil bekarar hai
kaise piya se mai kahu mujhe
unke ghar me umr bhar rani banke rahungi mai
unke ghar me umr bhar rani banke rahungi mai
har khushi dungi unhe unka dukh bhi sahungi mai
dil diya unko unhi pe janisar hai
dil diya unko unhi pe janisar hai
aankho ko intejar hai dil bekarar hai
kaise piya se mai kahu mujhe kitna pyar hai
aankho ko intejar hai dil bekarar hai
hoga milan apna mujhe aitbar hai
aankho ko intejar hai dil bekarar hai
lyrics typed by: neha gupta
when i watch the movie, i really didn't care much about this scene, i was
pretty much listen to the song instead. I still admire this singer from the
oldies, the lengendary Lata Mangheska, sorry if I spell her last name wrong.