kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna
dekho apne dil ko thamna ho

raat par bahar hai bahar khushgawar hai
ke chand par shabab aa gaya
rut hasin ho gayi ke mastiyo me kho gayi
husn benkab aa gaya
o raat par bahar hai bahar khushgawar hai
ke chand par shabab aa gaya
rut hasin ho gayi ke mastiyo me kho gayi
husn benkab aa gaya
kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna
dekho apne dil ko thamna ho kaisi bekhudi ka samna
har kadam thirak utha jahan bhi chamak utha ke
aaj dil ka phul khil gaya
zindagi ka saaz hai hume to jispe naaz hai
ke aaj humko pyar mil gaya
o har kadam thirak utha jahan bhi chamak utha ke
aaj dil ka phul khil gaya
zindagi ka saaz hai hume to jispe naaz hai
ke aaj humko pyar mil gaya
kaisi bekhudi ka samna kaisi bekhudi ka samna
dekho apne dil ko thamna ho kaisi bekhudi ka samna
ghumta hai aasma hamare sath ye jaha
ke dagmaga rahi hai zindagi
ghumti hai ye zamin ban gayi hai dilnashi
ke muskura rahi hai chandani
o ho ghumta hai aasma hamare sath ye jaha