Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kaisi Bhi Kanya Se
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaisi Bhi Kanya Se - कैसी भी कन्या से
kaisi bhi kanya se pad jaye pala
naram ho garam ho, jal ho ke jwala
kaise khola jaye uske dil ka taala
kaise khola jaye uske dil ka taala
pesh karo jisko pasand jo masala
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi
kaisi bhi kanya se pad jaye pala
naram ho garam ho, jal ho ke jwala
kaise khola jaye uske dil ka taala
kaise khola jaye uske dil ka taala
pesh karo jisko pasand jo masala
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi

o kudi punjab di, pankhdi gulaab di
rani ban jaye agar kabhi tere khaab di
chhup chhup jaye ye to jhalak dikha ke
hatho se nikal jaye hatho me aake
ganne ke khet me usko le ja ke
are ganne ke khet me usko le ja ke
dil ki kahani kaho ganna chusa ke
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi

sundri bengal ki, bade hi kamaal ki
sitare na maange usko
chiz bhaye jaal ki
purab ki naar jane jadu tona
aadmi ko rakhe banake khilauna
are vash kar lene beta, vash me na hona
are vash kar lene beta, vash me na hona
machhli dikha ke maango rup ka sona
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi

chhori maharashtra ki ya ho gujrat ki
kisi bhi subah ki wo
chahe kisi jaat ki
tikha tikha maange koi mitha mitha khaye
aam jaam naariyal kisko suhaye
aadmi bechara kaho kya kya jutaye
are aadmi bechara kaho kya kya jutaye
kela hai akela jo sabhi ke man bhaye
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi

kanya madras ki, preet madmas ki
dharti pe sabse uttam
vastu hai vilas ki
dahi vada, rasgulla, kachaudi, samosa
samne ho kaisa hi bhojan parosa
usko to bhaye bas idli dosa
ho usko to bhaye bas idli dosa
dosa khilake kaho dede bosa
kya wo nat jayegi
pat jayegi, kudi pat jayegi
lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi

padmini ki shakhini, chitrni ki hastini
purbi ya pachhimi, utiri ya dakshini
duniya ki nariyo me mel hai anutha
kisi ko na bhaye piya harjai jhutha
padha likha hoke lagaye wo angutha
padha likha hoke lagaye wo angutha
bhains wahi tike jaha majbut khuta
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi
aa kaisi bhi kanya se pad jaye pala
naram ho garam ho, jal ho ke jwala
kaise khola jaye uske dil ka taala
kaise khola jaye uske dil ka taala
pesh karo jisko pasand jo masala
kudi pat jayegi, pat jayegi
kudi pat jayegi, lipat jayegi
khud pyar me aake lipat jayegi
lyrics of song Kaisi Bhi Kanya Se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Kaise Karoon Singaar (1983)
K J Yesudas, Suresh Wadkar, Kishore Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Jaspal Singh, HemlataRavindra JainRavindra Jain
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type