kal ki hai ye baat sakhi ri khili huyi thi raat
aise me naino ne payi sapno ki saugat
fir kya hua khoyi thi jab apni dhun me
pahuch gayi mai dur gagan me dur gagan me
vaha chand taro ki toli khel rahi thi aankh micholi
khel rahi thi aankh micholi
to kya dekha jab kirno ke roop me
hasin chandni raat kaha chandrma ne tabhi us se itni baar
kuch pyar liye jaao kuch pyar diye jaao
hans hans ke jiye jaao o gori pyar kiye jao

upvan me panchhi sabhi gate hai ye geet
jab me jine ke liye yahi anokhi reet
kuch pyar liye jaao kuch pyar diye jaao
hans hans ke jiye jaao o gori pyar kiye jao
hans hans ke jiye jaao o gori pyar kiye jao
kuch pyar liye jaao kuch pyar diye jaao
hans hans ke jiye jaao o gori pyar kiye jao
roop ki nari saj kar aaj basanti vesh me
gup chhup gup chhup de rahi mujhe naya sandesh