maine daulat na maangi, shaan-o-shaukat naa mangi
teri chahat hi maangi, thodi ijjat se maangi
kal tak to main ijjatdaar thi
ho lo aaj main kharab ho gayi
tere liye kal tak gangajal jaisi thi main
ho lo aaj main sharab ho gayi
jo bolo ban jaau, dil tera bahlaaun
are na ja na ja na ja saajan saajan
kal tak to main
kal tak to main ijjatdaar thi
ho lo aaj main kharab ho gayi
tere liye kal tak gangajal jaisi thi main
ho lo aaj main sharab ho gayi
aa aa aa aa
ho aasmaan na wo chand tute kahi
ho na jaaye dhuaa meri raah
umar bhar tujhse fir, kuchh na maanungi main
maan le aaj dil ki ye baat
aasmaa na wo chaand tute kahi
ho na jaaye dhuaa meri raah
umar bhar tujhse fir, kuchh na maanungi main
maan le aaj dil ki ye baat
ghunghat wo tod diya, aanchal ko fek diya
kya log bolenge, logo ko dekh liya
jo chahe manwa le, ji bhar ke tadpa le
are na ja na ja na ja saajan saajan
kal tak to main
kal tak to main ijjatdaar thi
ho lo aaj main kharab ho gayi
tere liye kal tak gangajal jaisi thi main
ho lo aaj main sharab ho gayi
ho sej phulo ki kab, tujhse maangi piya
mujhko kanto pe hi tu sula de
mujhko thukra ke jane se pahle kahi
naam duniya se mera mita de
ho sej phulo ki kab, tujhse maangi piya
mujhko kanto pe hi tu sula de
mujhko thukra ke jane se pahle kahi
naam duniya se mera mita de
tere liye maine ye ghunghru bhi pahne
ghunghru mere raat bhar ke hain gahne
ye ghunghru chhankaun main naachu main gaaun
are na ja na ja na ja saajan saajan
kal tak to main
kal tak to main ijjatdaar thi
ho lo aaj main kharab ho gayi
tere liye kal tak gangajal jaisi thi main
ho lo aaj main sharab ho gayi
jo bolo ban jaau, dil tera bahlaaun
are na ja na ja na ja saajan saajan
kal tak to main
kal tak to main ijjatdaar thi
ho lo aaj main kharab ho gayi
tere liye kal tak gangajal jaisi thi main
ho lo aaj main sharab ho gayi