kali teri choti hai, paranda tera lal ni
kali teri choti hai, paranda tera lal ni
rup ki o rani too parande ko sambhalani
rup ki o rani too parande ko sambhalani
kisi manchale ka tujhpe aa gaya jo dil, hogi badi mushkil
kisi manchale ka tujhpe aa gaya jo dil, hogi badi mushkil
maine bhi mushkilo se khelna hai sikha
maine bhi mushkilo se khelna hai sikha
meri bhi tamanna mujhpe aaye dil kisi kaa
meri bhi tamanna mujhpe aaye dil kisi kaa
aashik ka parande nal bandh lungi dil, hogi kaise mushkil
aashik ka parande nal bandh lungi dil, hogi kaise mushkil
daavte deti hai tere gaalo ki yeh lali
daavte deti hai tere gaalo ki yeh lali
ban baitha mera dil tera hi savali
phul nahi gaal damkate hain shole
dhone dhone hi bade dil ke hain bhole
o sholo se lipat ke patange jhumte hai
sholo se lipat ke patange jhumte hai
jal jaye chahe shama ko chumate hain
kisi siraphire ka tujhpe aa gaya jo dil, hogi badi mushkil
kisi siraphire ka tujhpe aa gaya jo dil, hogi badi mushkil
mar mitne ki tune baat kaise sochi
mar mitne ki tune baat kaise sochi
na too mera mahi na too mera padosi
koyi jo malayi si kalayi tham lega
kya hote hain mahi tujhe pata tab chalega
jayungi tabhi jab mahi dola layega
jayungi tabhi jab mahi dola layega
tere jaisa hath malta hi rah jayega
sajna ke sath mai toh jayungi nikal, hogi teri mushkil
sajna ke sath mai toh jayungi nikal, hogi teri mushkil
kali teri choti hai, paranda tera lal ni
kali teri choti hai, paranda tera lal ni
rup ki o rani too parande ko sambhalani
rup ki o rani too parande ko sambhalani
kisi manchale ka tujhpe aa gaya jo dil, hogi badi mushkil
aashik ka parande nal bandh lungi dil, hogi kaise mushkil
My Dear People- It is Anwar who once said to be Md Rafi Son's due to his voice resemblance to Rafi but He has sung so many hits on his own like "Hum se ka bhool hui","Mohabat ab tejarat ban gayi hai" etc
Arshad Jamal (Delhi,Ranchi)