Video of this song from youtube
Lyrics of Kandho Se Milate Hain Kandhe - कंधो से मिलते हैं कंधे
kandho se milate hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai
kandho se milate hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai
ab toh hame aage badhte hai rehna
ab toh hame sathi hai bas itna hi kehna
ab toh hame aage badhte hai rehna
ab toh hame sathi hai bas itna hi kehna
ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana
ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chhana
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai

nikle hai maidan me ham jan hatheli par le kar
ab dekho dam lenge ham jake apni manjil par
khatro se haske khelna itni toh ham me himmat hai
mode kalai maut ki itni toh ham me takat hai
ham sarhado ke waste lohe ki ik diwar hai
ham dushmano ke waste hoshiyar hai taiyar hai
ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana
ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chhana
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai

josh dil me jagaate chalo, jit ke git gaate chalo
josh dil me jagaate chalo, jit ke git gaate chalo
jit ki jo tasvir banane ham nikle hai apni lahu se
hamko uss me rang bharna hai sathi maine apne dil me
ab ye than liya hai ya to ab karna hai, ya to ab marna hai
chahe angare barse ke bijli gire
tu akela nahi hoga yara mere
koi mushkil ho ya ho koi ho morcha
sath har mod par honge sathi tere
ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana
ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chhana
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai

ik chehra aksar mujhe yaad aata hai
iss dil ko chupke chupke woh tadpata hai
jab ghar se koi bhi khat aaya hai
kagaj ko maine bhiga bhiga paya hai
palko pe yado ke kuchh dip jaise jalte hai
kuchh sapne aise hai jo sath sath chalte hai
koi sapna naa tute, koi wada naa tute
tum chaho jisse dil se woh tumse naa ruthe
ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana
ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chhana
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai

chalta hai jo yeh karvan, gunji si hai yeh wadiya
hai yeh jamin yeh aasman, hai yeh hawa hai yeh sama
har raste ne, har wadi ne, har parbat ne sada di
ham jitenge, ham jitenge, ham jitenge har baji
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai
kandho se milte hai kandhe, kadmo se kadam milte hai
ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hai


lyrics typed by: neha gupta
lyrics of song Kandho Se Milate Hain Kandhe
Comments on song "Kandho Se Milate Hain Kandhe"
aparaajita10 on Wednesday, July 28, 2010
@waleedgilani No, everybody who makes a statement must validate it with his
actions. That is why I tried to find out more & asked you to clarify & tell
you how what we say is perceived by the others. The sides must be picked
regardless of whether we like it or not. Your statement is what reflects in
your choices & actions, mine too. That is why I asked you. I am not
accusing you of anything. Just asking you before I form any opinion about
you, I try to do that all the time.
aparaajita10 on Tuesday, July 27, 2010
Was this song used in the movie Vijeyta, starring Shashi Kapoor, Rekha,
Supriya Pathak & Kunal Kapoor (Shashi Kapoor's son)? I think I remember it
from there. Whatever, It is great...
Aries4g on Thursday, January 28, 2010
Excellent song and top of the world video. Listening to this makes my blood boil, heartbeat rise. Salute to our Armed Forces and Tricolor. I am always a proud Indian.
peacocktiger on Wednesday, January 06, 2010
I thank you for this video... it made me proud to see it and filled me with
patriotism. I love my country. Jai Hind! God bless India
proplayer2201 on Friday, April 02, 2010
India the name of most powerful country.India has power to overcome any
sitution and we have potential to beat the whole world.. and each n every
Indian knows that we will be No.1.East Or West India Is Best.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Lakshya (2004)
Amitabh Bachchan, Hrithik Roshan, Preity Zinta, Om Puri, Sharad Kapoor, Raj Zutshi, Sushant Singh, Parmeet Sethi, Boman Irani, Amrish Puri, Lilette Dubey, Sanjay Singh, Amit Behl, Prashant Chainani, Nawab Shah, Abir Goswami, Abhimanyu Shekhar Singh, Ashok Kumar, Surendra Pal, Aditya Srivastav, Ranvir Shorey, Kushal Punjabi, Shakeel Khan, Parvin Dabbas, K K RainaAlka Yagnik, Hariharan, Kunal Ganjawala, Sadhana Sargam, Shaan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan, Vijay PrakashJaved AkhtarEhsaan Noorani, Loy Mendonca, Shankar MahadevanFarhan AkhtarRitesh SidhwaniLakshya at IMDB      Lakshya at WikipediaLakshya at YouTube     |    Lakshya at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type