kaanto se daman uljhana meri aadat hai
kaanto se daman uljhana meri aadat hai
dil me praya dard basana
dil me praya dard basana meri aadat hai
kaanto se daman uljhana meri aadat hai
mera gala agar kat jaye to mujh per kya ilzam
mera gala agar kat jaye to mujh per kya ilzam
har kaatil ko gale lagana
har kaatil ko gale lagana meri aadat hai
kaanto se daman uljhana meri aadat hai
jin ko duniya ne thukraya jin se hai sab dur
jin ko duniya ne thukraya jin se hai sab dur
aise logo ko apnana meri aadat hai
kaanto se daman uljhana meri aadat hai
sab ki baate sun leta hu mein chupchap magar
sab ki baate sun leta hu mein chupchap magar
apne dil ki karte jana
apne dil ki karte jana meri aadat hai
meri aadat hai
dil me praya dard basana
dil me praya dard basana meri aadat hai
kaanto se daman uljhana meri aadat hai
meri aadat hai
hi, I am looking a ghazal sung by JAGJIT SINGH but the starting words I dont remember, I will be very thankful if you will kindly let me know the starting words of this ghazal, I do remember some stanza of this nice ghazal,which is something like that: jee ma aata hay ka us shokha tabasom ka aeshak say ab na malye phir kabhe or bewafa ho jayeeya.,,,, RAAH MAY MILIYE KABHI TO AZRA-E- SITAM,, HONT APNAY KAAT KAR FORAN JUDA HO JAIYE,, I am looking forward for your reply, thanks.