Video of this song from youtube
Average Rating : 3.67
Total Vote(s) : 6
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Kanwaro Ka Bhi Duniya Me Khuda Hota To Kya Hota - कंवारो का भी दुनिया मे खुदा होता तो क्या होता
soja soja hukm ke ikke soja
kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota
hamare ghar me bhi chulha jala hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me

akele kis tarah kate safar ye
jindgani ka safar ye jindgani ka
hame to jahar lagta hai ye mausam
nojawani ka ye mausam nojawani ka
ye mausam nojawani ka kisi ka sath kismat me
kisi ka sath kismat me likha hota to kya hota
kisi ka sath kismat me likha hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me

bhare jate hai papo se magar shadi ki hasrat hai
magar shadi ki hasrat hai
dhindora pitte firte hai biwi ki jarurat hai
ji biwi ki jarurat hai ji biwi ki jarurat hai
khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota
khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me

agar cheese najar hota to achi si koi laate
agar cheese najar hota to achi si koi laate
to achi si koi laate
tumare dar pe chakkar kaatkar jute na ghiswate
jute na ghiswate ke ham jute na ghiswate
agar kuch chodkar abba mara hota to kya hota
agar kuch chodkar abba mara hota to kya hota
khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota
khuda ne inko paida na kiya hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me khuda hota to kya hota
kawaro ka bhi dunia me
lyrics of song Kanwaro Ka Bhi Duniya Me Khuda Hota To Kya Hota
Comments on song "Kanwaro Ka Bhi Duniya Me Khuda Hota To Kya Hota"
Rajendra Oza on Wednesday, October 27, 2010
Rare indeed
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mastana (1954)
Motilal, Nigar Sultana, Tiwari, Gope, Chaman Puri, Master Romi, Kuldip Kaur, MukriAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mohd. Rafi, Shamshad Begum, Sunder, Laxmi Shankar Rajinder KrishanMadan MohanH S RawailMastana at IMDB      Mastana at YouTube     |    Mastana at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type