kar ram bhajan man ram bhajan tera
ho jaye beda par re kar ram bhajan
man ram bhajan tera ho jaye beda par re
baba ho jaye beda par re baba ho jaye beda par re
shri ram chandar ji ki katha suru hoti hai
kaho ji shiri ram shiri ram ek din rani kaikyi boli
ram jaye banvas ye sunkar sab praniyo ke
ruk gayi man me sans ram ji sunkar bole mai to
hu mata ka das koi bhi chinta na kare
jo mai jau vanvas tere jivan ki kya aas hai
tere jivan ki kya aas hai tere jivan ki kya aas hai
jag me kiski rahi shan jane vali hai ye jan
murakh kahna mera man tu ek pal ka hai mehman
apne malik ko pahchan tod chale kyo aash re
kar ram bhajan man ram bhajan tera
ho jaye beda par re kar ram bhajan
man ram bhajan tera ho jaye beda par re
baba ho jaye beda par baba ho jaye beda par
kaho ji shiri ram chhauda varsh gujar gaye
chhauda varsh van me rah kar jab laute banvasi
roye vaha ke pakshi prani van par chhayi udasi
chhod chale hum sabko bhagwan
tod chale ho sabka sahara dekho to bhagwan jara
har nain se bahti dhara tod chale kyo aas re
tod chale kyo aas re tod chale kyo aas re
rokar boli ye shabnam deke jate ho kyun gham
kaise jiyenge ab hum aansu bahte hai chham chham
aasha le kar bathe hum hai ye dur ke dil ki pukar re
kar ram bhajan man ram bhajan tera ho jaye beda par re
kaho ji shiri ram ban valo ki ye halat thi
to ayodhya valo ka kya hal tha ban se jab shiri ram ji
ayodhya nagri aaye hans kar sari paraja ne
charno me nain bichhaye khushi khushi har premi ne
ghar ghar deep jagaye madhur suro me diwali ke
nar nari ne gane gaye sab se bole bahar ye
o sab se bole bahar ye o sab se bole bahar ye
nacha har ek tan man aaye aaye vo bhagwan
aavo kar lo sab darshan gao geet mano ranjhn
ayodhya nagri hai dulhan o tri payal ki jhankar re
kar ram bhajan man ram bhajan tera
ho jaye beda par re kar ram bhajan
man ram bhajan tera ho jaye beda par re
baba ho jaye beda par re baba ho jaye beda par re