kyu ho raha hai khud me asar, bejan dil ko teri fikar

ab sare ghum hum bhule magar, reh jaau tujhme sari umar
kar sabar tu kar sabar, darbadar ka hai safar
har raah me tu aaye nazar
kar sabar tu kar sabar, darbadar ka hai safar
har raah me tu aaye nazar, kar sabar tu kar sabar
yeh zindagi tu chahat se bhar de
chhu ke tu mujhko noor sa kar de
khwaabo me tanha aaja sawar ke
aankho se tujhko dekhu jee bhar ke
ab sare ghum hum bhule magar, reh jaau tujhme sari umar
kar sabar tu kar sabar, darbadar ka hai safar
har raah me tu aaye nazar, kar sabar tu kar sabar
ha ye savera mujhme utar ke
din ko simat ke kyun jaye guzar ke
gehra andhera roshan sa kar de
mujhme sama ja tu bhi bikhar ke
ab koi lamha tu toh theher, meri wafa me sham-o-seher