rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
kari kajrari kawari aankhe meri zindagi hai tumhari aankhe
ye jo jhuki to ye jo uthi to mausam badal gaya
dekhe inhe jo jane tamnna mai to machal gaya

inko dekh ke jita hu mai in aankho pe marta hu
koi na jane in aankho se kitna pyar mai karta hu
ho inko dekh ke jita hu mai in aankho pe marta hu
koi na jane in aankho se kitna pyar mai karta hu
mujhko to hai ja se bhi pyari aankhe
meri zindagi hai tumhari aankhe
ye jo jhuki to ye jo uthi to mausam badal gaya
dekhe inhe jo jane tamnna mai to machal gaya
kari kajrari kawari aankhe meri zindagi hai tumhari aankhe
ye jo jhuki to ye jo uthi to mausam badal gaya
dekhe inhe jo jane tamnna mai to machal gaya
rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
sapna banke in aankho me sham savere rahna hai
inse hasi koi chiz nahi hai mere dil ka kahna hai

ishq sikhaye humko bechari aankhe