karke dua manga tujhe
kuch bhi na chaha rabb se
paake tujhe
karke dua manga tujhe
kuch bhi na chaha rabb se
paake tujhe
aankhon mein tera chehra
aise sanwara
saanson mein basa ke tujhe
dil mein utara
khaabon mein chupa ke maine
rakha tujhe
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
tere siwa haan dil ki koi
chahat nahi chahat nahi
tere bina ab dil ko kahin
rahat nahi rahat nahi
tu jo mil gaya do jahaan pa liya
mukkamal hua main paa ke tujhe
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
rooh aashna hai tujhse meri
bekhudi si chhaayi hai
mujhpe teri
lab pe ruka hai naam ik tera
tu hi shab meri subha
tu hi meri hasi tu hi meri khushi
tere bina main adhoora yahan
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah
ke tu hi meri zindagi ki subah
ke tu hi mere jeene ki hai wajah