kasam kya hoti hai kasam wo hoti hai
jo todi na jaye bichhoda na paye
kasam kya hoti hai kasam wo hoti hai
jo todi na jaye bichhod a na paye
yaar bichhadne lagte hai to
rab ki aankh bhi roti hai
kasam kya kasam kya
kasam kya hoti hai kasam wo hoti hai
jo todi na jaye bichhod a na paye
teri kasam to humse jo ruthi
jaa se gujar jayenge
ho teri ha se ji uthenge na se mar jayenge
bat bat me kasam na khana
kasam majak nahi hai
kasam hai jitni pak chij koi utni pak nahi hai
dilo ka sambhal hai ho kasam gangajal hai
dilo ka sambhal hai ho kasam gangajal hai
pyar pe dag jo lag jaye
to apne lahu se dhoti hai
kasam kya kasam kya
kasam kya hoti hai kasam wo hoti hai
jo todi na jaye bichhoda na paye
dilo ke liye jaruri nahi hai duniya ki manjuri
kasam pyar ki nahi manti janmo ki bhi duri
tanhai ko mahkati hai yado ki kashturi
kasam hai wo jo har halat me ki jati hai puri
kasam ek gita hai kasam wo sita hai
kasam ek gita hai kasam wo sita hai
rajmahal ke chhod ke sukh jo angaro pe soti hai
kasam kya kasam kya
kasam kya hoti hai kasam wo hoti hai
jo todi na jaye bichhod a na paye
yaar bichhadne lagte hai to
rab ki aankh bhi roti hai
kasam kya kasam kya
kasam kya hoti hai kasam wo hoti hai
jo todi na jaye bichhod a na paye