kashti ko na khuda ka sahara zuroor hai
kashti ko na khuda ka sahara zuroor hai
phir bhi tere karam ka ishara zuroor hai
ishara zuroor hai
kashti ko na khuda ka sahara zuroor hai
ye log ajanbi hain to patthar kaha se aaye
ye log ajanbi hain to patthar kaha se aaye
ye log ajanbi hain to patthar kaha se aaye
is bheed mein bhi koi humara zuroor hai
is bheed mein bhi koi humara zuroor hai
kashti ko na khuda ka sahara zuroor hai
behtar hai mat suno meri ruswaaiyo ko haal
behtar hai mat suno meri ruswaaiyo ko haal
behtar hai mat suno meri ruswaaiyo ko haal
is daasta mein naam tumhara zuroor hai
is daasta mein naam tumhara zuroor hai
phir bhi tere karam ka ishara jaaroor hai
ishara zuroor hai
kasti ko na khuda ka sahar zuroor hai
kasti ko na khuda ka sahar zuroor hai
awesome ghazal! one of the finest