kaun hai ye dilruba dilruba
man ko lubhaye sab ko suhaye
naina nachaye
kaun hai ye dilruba dilruba
man ko lubhaye sab ko suhaye
naina nachaye kaun hai ye dilruba
dhire se naino ka kar ke ishara
moh liya moh liya man
chupke se humara
is mohne ki rit koi humko batave
hum ko batave
kaun hai ye dilruba dilruba
man ko lubhaye sab ko suhaye
naina nachaye kaun hai ye dilruba
chamke badan chamke badan
jaise gori gori chandni
bol madhur bol madhur
jaise mithi mithi ragini
aaj phulo se sundar mili sajani
aaj phulo se sundar mili sahani
man ko lubhaye sab ko suhaye
naina nachaye
kaun hai ye dilruba dilruba
man ko lubhaye sab ko suhaye
naina nachaye kaun hai ye dilruba
ye prem ka sangit hai ya prem kahani
ye prem ka sangit hai ya prem kahani
ye hur hai jannat ki ya pariyo ki rani
balo ki ghatao me kabhi chand chhupaye
kabhi chand khilaye
balo ki ghato me kabhi chand chhupaye
kabhi chand khilaye
kabhi phul ka us phul se mel karaye
kabhi dur hataye kabhi mel karaye
kabhi humko rijhaye kabhi aas lagaye
kaun hai ye dilruba dilruba
man ko lubhaye sab ko suhaye
naina nachaye kaun hai ye dilruba