Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kaun Hu Mai Tu Kya Jaane
4.25 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaun Hu Mai Tu Kya Jaane - कौन हूँ मैं तू क्या जाने
kaun hu mai tu kya jane kaun hu mai tu kya jane
are o diwane raaz agar ye khul jayega
dekho sabhi ka dil jal jayega
ban jayenge afsane
kaun hu mai tu kya jane
are kaun hu mai tu kya jane

paas mere na aana hath mujhe na lagana
ho jayega jakhm gahara kanto ka mujhpe hai pahara
paas mere na aana hath mujhe na lagana
ho jayega jakhm gahara kanto ka mujhpe hai pahara
gesu mere mahak rahe hai apni dhun me bahak rahe hai
mere sabhi diwane kaun hu mai tu kya jane
kaun hu mai tu kya jane

jab shola ban jau kya kya rang dikhau
chahu jise jala du pal me rakh bana du
jab shola ban jau kya kya rang dikhau
chahu jise jala du pal me rakh bana du
ek rat me haste haste jal jate hai meri lau me
kitne hi parwane kaun hu mai tu kya jane
kaun hu mai tu kya jane
are o diwane raaz agar ye khul jayega
dekho sabhi ka dil jal jayega
ban jayenge afsane
lyrics of song Kaun Hu Mai Tu Kya Jaane
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Patthar Aur Payal (1974)
Dharmendra, Hema Malini, Vinod Khanna, Ajit, Jay Shree T, Rajendra Nath, Rajan Haksar, Iftekhar, Jankidas, Sapru, ShettyAsha Bhosle, Lata MangeshkarIndeevar, Verma Malik, Gulshan BawraKalyanji, AnandjiHarmesh MalhotraK P Singh, N P SinghPatthar Aur Payal at IMDB      Patthar Aur Payal at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type