rang bhar de andheri raaton me 
jane subah vatan vatan me
phool jhadne ki shamat aa pahuchi 
na bahare chaman chaman me aaye 
kaun is raah se guzarta hai
kaun is raah se guzarta hai 
dil yuhi intzar karta hai
kaun is raah se guzarta hai 
dil yuhi intzar karta hai
kaun is raah se guzarta hai 
kaun is raah se guzarta hai
dekh kar bhi na dekhne wale 
dekh kar bhi na dekhne wale   
dil tujhe dekh dekh darta hai  
dil tujhe dekh dekh darta hai 
kaun is raah se guzarta hai 
kaun is raah se guzarta hai 
dhyaan ki sidhiyo pe pichhle pahar 
dhyaan ki sidhiyo pe pichhle pahar
koi chupke se paon dharta hai 
koi chupke se paon dharta hai   
kaun is raah se guzarta hai 
kaun is raah se guzarta hai 
dil to mera udas hai nasir 
dil to mera udas hai nasir
sahar kyu saanye saanye karta hai 
sahar kyu saanye saanye karta hai
kaun is raah se guzarta hai 
kaun is raah se guzarta hai
dil yuhi intzar karta hai  
kaun is raah se guzarta hai 
kaun is raah se guzarta hai