Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.83 - 6 votes
Masti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Kaun Kehta Hai Ke Dilli Door Hai - कौन कहते है दिल्ली दूर है
dil jawani ke nashe se chur hai
dil jawani ke nashe se chur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai

jab se ye jalim jawani aa gayi
hoye har ada ko chedkhani aa gayi
aankh ladne ke liye majbur hai
kaun kahta hoye kaun kahta hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai

hamne dil jiske hawale kar diya
usne jakhmo se kaleja bhar diya
de diye kismat ko jo manjur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai

jo hasi dekha use apna liya
aji char bate karke dil bahla liya
char bate karke dil bahla liya
bas hamara to yahi dastur hai
kaun kahta haye kaun kahta
kaun kahta hai ke dilli dur hai
dil jawani ke nashe se chur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
kaun kahta hai ke dilli dur hai
lyrics of song Kaun Kehta Hai Ke Dilli Door Hai
Comments on song "Kaun Kehta Hai Ke Dilli Door Hai"
rameshpuri1 on Friday, June 03, 2011
this was dev anand's first film...RG
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Birha Ki Raat (1950)
Dev Anand, Nargis Dutt, Om Parkesh, Jagirdar, Madan PuriLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad BegumSarshar SailaniHusnlal BhagatramJagirdarBirha Ki Raat at IMDB      Birha Ki Raat at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type