jo teri nazar se nazar meri mil jaaye
ye dhadkan yun dhadke, ke dil bas hil jaaye
ab to diwana dil mera
jo teri nazar se nazar meri mil jaaye
ye dhadkan yun dhadke, ke dil bas hil jaaye
seene me uthe tufaan sa ek
kahe aati jaati sasiya ve
ke ban jaaye batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
o batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
chhaliya hai tu, main na aaungi teri baato me
behka na mujhko na behkungi main jajbaato me
chhaliya hai tu, main na aaungi teri baato me
behka na mujhko na behkungi main jajbaato me
aai jo teri baato me mai aai
kya hoga fir jaane ye khudai
jaanu mai jaanu, bas itna hi jaanu
tu hai bada man rasiya ve
ke ban jaaye batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
o batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
khud ko kyu roke, toke
dil ko kyu tu roke
oh le jaana dil tera
khud ko kyu roke, toke
dil ko yun jo roke
ab to diwana dil mera
dil me hai teri hi chahat, aankho me surat hai
ho na ho tujhko par mujhko
ha teri zarurat hai
dil me hai teri hi chahat, aankho me surat hai
ho na ho tujhko par mujhko
ha teri zarurat hai
hun ab tak aadha main adhura
jo pa lun tujhe ho main jaaun pura
bin tere aajkal har pal jaise
sadiya main katiya ve
ke ban jaaye batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
o batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
jo meri nazar se nazar teri mil jaye
ye dhadkan yun dhadke, ke dil bas hil jaye
jo meri nazar se nazar teri mil jaye
ye dhadkan yun dhadke, ke dil bas hil jaye
seene me uthe tufaan sa ek
kahe aati jaati sasiya ve, ve, ve
ke ban jaaye batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve
o batiya satiya ve
mila le naal ankhiya vakhiya ve
to fir saje ratiya vatiya ve