ke bin tere
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
dhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajah
main hu shaukh se ab koi patta tuta huwa
mujhko ye hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
chahe jitne bhi aansu bahe, saanse seene me chubhti rahe
muskura kar har gam sahe
dil se ho kam kabhi na ye dard tera
phul jaisa lage har zakham tera, inko mujhko to peena nahi
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
bheed me bhi hum tanha rahe, tere gam ne ye halat kar di
kabhi khud ke liye kuch soch sake, teri yado ne kabhi nahi fursat di
teri yaado me har pal kate, khud se teri hi baate kare
dil ek gaao sa banjar rahe
humko manjoor hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
jaam khushiyo ka peena nahi
ke bin tere jeena nahi, bin tere bin tere
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
dhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajah
main hu shaukh se ab koi patta tuta huwa
mujhko ye hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
lyrics typed by :- ruchita parab
yar song was nyc but is tar han jeena nahi chorna chahiye