kah dun tumhe ya chup rahu dil mere aaj kya hain

to bolo to janu guru tumko manu chalo ye bhi vada hain

socha hain tumne ki chalte hi jaye
taaro se aage koi duniya basaye
socha hain ye ki tumhe rasta bhulaye
suni jagah pe kahi chhede daraye
arey na na haye re na na ye na karna
arey nahi re nahi re nahi re nahi re nahi re
nahi re nahi re nahi re nahi re nahi nahi
kah dun tumhe ya chup rahu dil mere aaj kya hain
to bolo to janu guru tumko manu chalo ye bhi vada hain
socha hain tumne ki kuch gungunaye
masti mein jhume zara dhum machaye
socha hain ye ke tumhe najdik laye
phulo se hotho ki lali chraye