kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
julfo ka teri, janewafa rat kahunga
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
julfo ka teri, janewafa rat kahunga
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
kahne pe agar main aayi, ek bat kahungi
teri ada ko pyar ki
teri ada
teri ada ko pyar ki, saugat kahungi
kahne pe agar main aayi, ek bat kahungi
dil se lagale soniye sharmana chhod de
dil se lagale soniye sharmana chhod de
mausam ye kah raha hai ke
itrana chhod de
ye bat kahunga kabhi
ho ye bat kahunga kabhi, wo bat kahunga
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
kitna hai jurm raste pe, ladki ko chedna
kitna hai jurm raste pe, ladki ko chedna
daman pekad ke khichna, daman na chodna
hatho me tera hath hai
ho hatho me tera hath hai, main sath kahungi
kahne pe agar main aayi, ek bat kahungi
raho pe aise chal na, jawani uchal ke
raho pe aise chal na, jawani uchal ke
sine pe apne daal tu ,aachal sambhal ke
dono ke mil gaye hai
ha dono ke mil gaye hai, khyalat kahunga
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
nas nas me bas gaya hai, tera pyar kya karu
nas nas me bas gaya hai, tera pyar kya karu
itni hu bekarar mere yara kya karu
tu din ko agar raat kahe
ho tu din ko agar raat kahe, raat kahungi
kahne pe agar main aayi, ek baat kahungi
teri ada ko pyar ki
teri ada
teri ada ko pyar ki, saugat kahungi
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
julfo ka teri, janewafa rat kahunga
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga
ek bat kahunga
ek bat kahungi, haye ek bat kahunga
ho ek bat kahungi
FILM: "TEEN CHEHRE" = 1979.
Film cast: Sujit Kumar, Anjana, Jay Shree T, Raviraj, Meena T, Leela Patel,
Mohan Choti, Birbal
Singer: Madhu Chandra, Chetan, Krishna Kalle, Mohammed Rafi, Usha
Mangeshkar, Varsha Bhosle
Lyricist: Bhardwaj, Mohsin Nawab, Sajan Dehlvi, Upendra, Kulwant Jani
Music Director: Shyamji Ghanshyamji
Film Director: Y N Kapoor
Film Producer: Deepak Kapoor, S A Patel