jise maine raaton ko dekha
aankhon ne phir dil ko roka
chiraag hai ya tum ho
khaab hai ya tum ho
taaron se roshani chhin kar
jannato ki khushbu yaha agar
bikher du toh kya tum
khaabon ka aasmaan tum chhod kar
utar aaoge chale aaoge
khaali hai yeh meri jameen
kab aaoge, chale aaoge
khaali hai yeh meri jameen
halki si muskuraahat mein
dhundha hai har aahat mein
hawaaon se puchha hai, saanson ko bhi roka hai
jab tak hai intezaar tera
baitha hoon bekaraar tera
samet loon yeh lamaha
gujare kaise tanaha jameen par
utar aaoge, chale aaoge
khaali hai yeh meri jameen
kab aaoge, chale aaoge
khaali hai yeh meri jameen - (4)
khaali hai, khaali hai, khaali hai (meri jameen)
meri jameen, meri jameen, meri jameen