khaatir se ya lihaaz se, main maan to gaya

jhuthi kasam se aapka 
jhuthi kasam se aapka, imaan to gaya
khaatir se ya lihaaz se, main maan to gaya
dil leke muft kahte hai, kuch kam ka nahi
dil leke, dil leke 
dil leke muft kahte hai kuch kam ka nahi

ulti shikayate hui, ehsaan to gaya
ulti shikayate hui, ehsaan to gaya
khaatir se ya lihaaz se, mai maan to gaya
jhuthi kasam se aapka 
jhuthi kasam se aapka, iman to gaya

to naamwar se khush na hua, par hazar shukr 
hazar shukr, hazar shukr 
to naamwar se khush na hua, par hazar shukr 
mujhko wo mere naam se, pahchaan to gaya 
mujhko wo mere naam se, pahchaan to gaya 
khaatir se ya lihaaz se, mai maan to gaya
hosh o hawas, taabo tabab daab ja chuke 
daab ja chuke, daab ja chuke  
daab ja chuke, daab 
hosh o hawas, taabo tabab daab ja chuke 
ab hum bhi jane wale hai, saamaan to gaya
ab hum bhi jane wale hai, saamaan to gaya
jhuthi kasam se aapka 
jhuthi kasam se aapka, iman to gaya
khaatir se ya lihaaz se, mai maan to gaya
mai maan to gaya, mai maan to gaya