ha ye bata ki humse kya jurm hua
jo yu chal diye munh phiraye
bewajah humko mil gai saza
ye pehli baar maat khaye
khamakha hi tumse pala pad gaya
ab jaan ye kaise chhudaye
khamakha hi tumse hum bhid gaye
lo phas gaye baithe bithaye
itna bhi kya hai gurur tumko bhala
jo aise hume thukra diye
na samjho ye tum ki hum hain peeche pade
itna bhi na kisi ko hum manaye haye
khamakha hi tumse pala pad gaya
ab jaan ye kaise chhudaye
khamakha jigar pe goliya chali
palak jhapakte hum dher ho gaye
khamakha hum mil gaye
khamkha tumse bhid gaye
ye shukra manao ha dil ko samjhao
ki hum bhi koyi aise waise hai nahi
chadha liya jo yu jara sar pe tumko
udne lage aasma pe tum to kahin
sabar ka ye imtehan na lo
arey hum bhi sarphire hain ye tum jaan hi lo
zid pe jo aa gaye ek baar hum
mud ke na phir dekhe tumko
khamakha hi tumse pala pad gaya
ab jaan ye kaise chhudaye
khamakha hi tumse hum bhid gaye
lo phas gaye baithe bithaye
andaaz ye humara sabko lage nirala
ek aap hi hain jinko aaye na nazar
ke jaan ye hatheli pe rakh de hum to
kaho to duniya ki aaj le le khabar
arey apne bhi to ho kuch fasane
pyaar ke ye zokhm hume hain aazmane
kar lo jara ha tum bhi iska nasha
hosh me phir aaoge tum apne
khamakha hi tumse pala pad gaya
ab jaan ye kaise chhudaye
khamakha hi tumse hum bhid gaye
lo phas gaye baithe bithaye
khamakha hum mil gaye
khamakha tumse bhid gaye
dhanda vanda karti ho ka...?? Ae bhootni chor! dhanda karti hogi teri hone
wali.. :D :D