Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.80 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke - खामोश फ़साना है, खामोश फ़साना है
khamosh fasana hai, khamosh fasana hai
duniya se chhup chhup ke
ho duniya se chhup chhup ke baalam ko sunana hai
baalam ko sunana hai
chhoti si kahani hai
chhoti si kahani hai
jinse chhupai thi, chhupai thi
ab unko sunani hai
jinse chhupai thi, chhupai thi
ab unko sunani hai
ab unko sunani hai

kya rog laga ke baithe
haay kya rog laga ke baithe
ankhiya milaate hi, ho balma
hum jaan gava baithe
ankhiya milaate hi, ho balma
hum jaan gava baithe
hum jaan gava baithe

ye rog nirala hai
ye rog nirala hai
jaano jigar deke, ho sajni
is rog ko paala hai
jaano jigar deke, ho sajni
is rog ko paala hai
is rog ko paala hai

ab kis ki dua maangu
ab kis ki dua maangu
mil gaye jab tumhi hi
ab aur mai kya maangu
mil gaye jab tumhi hi
ab aur mai kya maangu
dono ka bhala maango
dono ka bhala maango
sath rahe hum tum, rahe hum tum
bas itni dua maango
sath rahe hum tum, rahe hum tum
bas itni dua maango
bas itni dua maango
lyrics of song Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Heer Ranjha (1948)
Mumtaz Shanti, Roop Kamal, Manju, Gulam MohammadLata Mangeshkar, Uma Devi, Geeta Dutt, G.M. DurraniWali Sahab, Amir KhusroSharmaji Varmaji, Azeez KhanWaliHeer Ranjha at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type