Video of this song from youtube
Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 30
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Khamoshiyan (Title Song) - खामोशियां
khamoshiyan aawaaz hai tum sunne to aao kabhi
chhukar tumhe khil jayengi ghar inko bulao kabhi
beqarar hai baat karne ko kehne do inko zara
khamoshiyan teri meri khamoshiyan
khamoshiyan lipti hui khamoshiyan

kya us gali mein kabhi tera jaana hua
jahaa se zamaane ko guzre zamaana hua
mera samay toh wahi pe hai thehra hua
batau tumhe kya mere sath kya kya hua
khamoshiyan ek saaz hai tum dhun koi lao zara
khamoshiyan alfaaz hai kabhi aa gunguna le zara
beqarar hai baat karne ko kehne do inko zara ha
khamoshiyan teri meri khamoshiyan
khamoshiyan lipti hui khamoshiyan

nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaa
khili chandani me chhipi lakh khamoshiyan
baarish ki bundo ki hoti kaha hai zubaan
sulagte dilo me hai khamosh uthta dhuaan
khamoshiyan aakash hai tum udne toh aao zara
khamoshiyan ehsaas hai tumhe mehsus hoti hai kya
beqarar hai baat karne ko kehne do inko zara haa
khamoshiyan teri meri khamoshiyan
khamoshiyan lipti hui khamoshiyan
khamoshiyan teri meri khamoshiyan
khamoshiyan lipti hui khamoshiyan
lyrics of song Khamoshiyan (Title Song)
Comments on song "Khamoshiyan (Title Song)"
Aabha Awasthi on Thursday, February 19, 2015
Lyrics of Khamoshiyan

Khamoshiyan aawaaz hain
Tum sun'ne to aao kabhi
Chhukar tumhe khill jaayengi
Ghar inko bulaao kabhi
Beqarar hain baat karne ko
Kehne do inko zaraa..

Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan

Kya uss gali mein kabhi tera jaana hua
Jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua
Mera samay toh wahin pe hai thehra hua
Bataaun tumhe kya mere sath kya kya hua

Khamoshiyan ek saaz hai
Tum dhun koi laao zaraa
Khamoshiyan alfaaz hain
Kabhi aa gunguna le zara
Beqarar hain baat karne ko
Kehne do inko zaraa.. haa..

Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan

Nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaan
Khili chandani mein chhipi lakh khamoshiyan
Baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan
Sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan

Khamoshiyan aakaash hai
Tum udne toh aao zara
Khamoshiyan ehsaas hai
Tumhe mehsoos hoti hai kya
Beqarar hain baat karne ko
Kehne do inko zara.. haa..

Khamoshiyan.. teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyan
jalandhar4ever on Sunday, February 08, 2015
Finally an amazing song with standard. No kissing or nudity shown and still
its so beautiful. Nice shooting locations are shown, the beautiful Sapna
Pabbi and dashing Gurmeet are the leads.They have proven a great song like
this can still be hit even in the year 2015 without adult content. India
is a developing country but its makers are trying to produce Westernised
movies saying 'its essential to the plot'. Somebody has to ask them have
there been no blockbusters in the past without the adult content? Karan
Grover-Bipasha Basu starrer 'Alone', Arjun Rampal starrer 'Roy', Varun
Dhawan 'Badlapur' have all flopped or failed to even be a hit whereas
Akshay Kumar's 'Baby' is the king at the box office and it has no adult
content. It proves movies can be viewable for families and still be a hit.
#Khamoshiyan will be another example.
nadia afrin on Monday, December 29, 2014
Now-a-days people don't make songs having soft tune and acting in naturally
beautified location.. We have gotten tired by watching item songs and disco
songs. Now need some different and its different.Got a really nice track
after so many times later..Thanks a lot to +Sony Music India and all who
have done such a beautiful song.
Aneesha Singh Thakur on Tuesday, December 16, 2014
waoo ly n abt Gurmeet ... u're beyond my imagination...the times i
remembered u is infinte.,the times i listen this song n abt the video
song especiall... the line by u ''Kya Uss gali mei kabhi tera jaana huva.''
was dammnnnn... awesum ..i'm dead n gone in case of u guru ... ''love u 
Zarine khan on Thursday, February 26, 2015
Ap sub logon se aik request hai main kisi se behad mohabbat karte hon WO
bhi mujh se pyar karta tha laken ab wo kisi aur se shadi kar raha hai ap
mujhe batten main Kya karon us KA intazar ya kisi aur SE pyar 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Khamoshiyan (2015)
Gurmeet Choudhary, Ali Fazal, Sapna PabbiArijit Singh, Naved Jafar, Prakriti Kakar, Anupam Amod, Ankit Tiwari, PalakSayeed Quadri, Rashmi Singh, Abhendra Kumar UpadhyayJeet Ganguly, Ankit Tiwari, Naved Jafar, Bobby-ImranKaran DarraKhamoshiyan at IMDB      Khamoshiyan at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type