khaamoshiyaan anjaan si
thehari nazar lambi kahin
ehsaas wo hai laajami
gila sa man, jina vahi
kaisi kasak hain dhadkano mein
saanso mein aag si hain
na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi
khaamoshiyaan anjaan si
thehari nazar lambi kahin
ehsaas wo hai laajami
gila sa man, jina vahi
kaisi kasak hain dhadkano mein
saanso mein aag si hain
na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi
yaadon ke pehre hain
khwabon ke sehare hain
gujare sunehare wo pal
bechain armaa ye, pal bhar ka mehma hain
ae dil na aise machal
yaadon ke pehre hain
khwabon ke sehare hain
gujare sunehare wo pal
bechain armaa ye, pal bhar ka mehma hain
ae dil na aise machal
gam ka ye mausam hain
waqt hi to marham hain, hairaan hain kyun jindagi
khaamoshiyaan anjaan si
thehari nazar lambi kahin
apne liye jinewaale kya rakhenge
auro ke dil ka kabar
hain aaj kal tha jo, kal phir ye ho na ho
chalta rahega safar
apne liye jinewaale kya rakhenge
auro ke dil ka kabar
hain aaj kal tha jo, kal phir ye ho na ho
chalta rahega safar
kaatil iraade hain, matlab ke waade hain
majhdaar mein jindagi
khaamoshiyaan anjaan si
thehari nazar lambi kahin
ehsaas wo hai laajami
gila sa man, jina vahi
kaisi kasak hain dhadkano mein
saanso mein aag si hain
na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi
khaamoshiyaan anjaan si
thehari nazar lambi kahin
ehsaas wo hai laajami
gila sa man, jina vahi
kaisi kasak hain dhadkano mein
saanso mein aag si hain
na jaane kyon tanha hain gumnaam si jindagi