Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kho Gaye Kaha - खो गए कहाँ जानम
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
sanam tumko hi chaha tha
tumko hi maanga tha humne sanam
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
sanam

khali sadko pe chalna
aur tham jana
hatho me hath dekar yu hi muskana
khali sadko pe chalna
aur tham jana
hatho me hath dekar yu hi muskana
raasta hai wo hi tum kahan kho gayi
raasta hai wo hi tum kahan kho gayi
bas rah gayi yaade
pyari si wo baate
bas rah gayi yaade
pyari si wo baate, teri kasam
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
sanam tumko hi chaha tha
tumko hi maanga tha humne sanam

tanha main ho gaya hu
bujh gaya mera man
chalte chalte akele
thak gaya hu sanam
tanha main ho gaya hu
bujh gaya mera man
chalte chalte akele
thak gaya hu sanam
par mujhe hai yaki
tum miloge kahin
par mujhe hai yaki
tum miloge kahin
kaisa sama hoga
sabkuch naya hoga
kaisa sama hoga
sabkuch naya hoga, mere sanam
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
sanam tumko hi chaha tha
tumko hi maanga tha humne sanam
kho gaye kahan jaanam
aa bhi jaao janeman
sanam tumko hi chaha tha
tumko hi maanga tha humne sanam
humne sanam, teri kasam
lyrics of song Kho Gaye Kaha
Comments on song "Kho Gaye Kaha"
shaazada khan on Wednesday, July 21, 2010
One of my fav song,,,, madly love thi song,,
Bidyoutbikash Borgohain on Thursday, November 04, 2010
really nice song ..
SHRIKANT VERMA on Thursday, April 21, 2011
SuperB.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Yeh Hawa Kehti Hai Kya (Album) (2008)
Jai Walia, K.M. SadasivanJai Walia, K.M. Sadasivan, D.J. Narain Lalit Sen
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type