aag kabhi kabhi roshni, kahin kahin shor rone ke
kahin aag aag kahin dhuaan dhuaan
kabhi aas paas kabhi yahaan wahaan
kabhi shor ho tum kabhi moan ho tum
kaun ho tum
khud se anjaan hoon main, khud se begana
dard se gaherein soch se unche
pyar se ujle naksh tumhare
zahen me mere dhundle dhundle
khud se anjaan hoon main, khud se begana
kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana
khud se anjaan hoon main, khud se begana
kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana
khud se anjaan hoon main, khud se begana
kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana
do ankhe hai, ankhon me kya hai
ek chehra hai, kiska chehra hai
pucho apne dil se pucho, pucho hawaon se
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya sa
tumhe naam diya hai maine ek, tumhe shakal de raha hoon main ab
masum nazar bhola chehra, haste huwe lab ek shabd ho tum
koi sach ho tum, ya uljha hua khayal ho, filhaal tum ek sawaal ho
kya hua, hua kya aise, kaisi yeh hulchul hai
badla hua hai, tere aane se jahaan
kuch na kaho tum, kyun na kahoon main
kho na jaun teri, bato ki bahon me
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya sa
jiski tasveer nigahon me, tasveer me dekhe rang kayi
rango me mausam bahaar ka, teri jeet ka meri haar ka
inkaar ka intezaar ka, ikraar ka takraar ka
bhiga sa ek rang pyar ka
kya ho tum, ye tum batao tum ne kya jana hai
jana ke tum ho, chalo jana toh sahi
ab to batao, yun na satao
ho na jaye jo na socha khayalo me
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya sa
khud se anjaan hoon main, khud se begana
kya dekhti hai tumhari, nazar mujhko batana
do ankhe hain, ankhon me kya hai
ek chehra hai, kiska chehra hai
pucho apne dil se pucho, pucho hawaon se
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya tha, duniya ki raho me
tujh se milke hoon main khoya, teri nigahon me
khoya khoya sa
teri sadgi anmol hai, kirdaar bemisaal hai
tu joh bhi hai lajawaab hai, tu khayaal hai ya ek sawaal hai
tere samne joh bhi ayega, use tujhse pyar ho hi jayega
Ash might looks older because that was the whole purpose in the movie but she looks absolutely stunning. The movie was really intriguing and different..something good and unexpected