khud se bhi maine pyar tumhare liye kiya 
khud se bhi maine pyar tumhare liye kiya
raato ko intzaar tumhare liye kiya 
tanhaaiyo se pyar tumhare liye kiya 
tanhaaiyo se pyar tumhare liye kiya 
gam ko gale ka haar tumhare liye kiya 
khud se bhi maine pyar
tum laut kar na aaye kisi sham ko magar
tum laut kar na aaye kisi sham ko magar
tum laut kar na aaye kisi sham ko magar
kisi sham ko magar
har sham intzaar tumhare liye kiya
har sham intzaar tumhare liye kiya
khud se bhi maine pyar
ye jankar bhi duniya kisi ki nahi hui 
ye jankar bhi duniya kisi ki nahi hui 
kisi ki nahi hui 
duniya pe aitbaar tumhare liye kiya 
duniya pe aitbaar tumhare liye kiya
khud se bhi maine pyar
jo dil kisi ke waste roya na tha kabhi
jo dil kisi ke waste roya na tha kabhi
jo dil kisi ke waste roya na tha kabhi
roya na tha kabhi
us dil ko bekaraar tumhare liye kiya 
us dil ko bekaraar tumhare liye kiya
raato ko intzaar tumhare liye kiya 
khud se bhi maine pyar tumhare liye kiya
khud se bhi maine pyar