ye kaisi kashmakash hai, ye kaisi rehguzar hai
ye kaisi kashmakash hai, ye kaisi rehguzar hai
main uljha hoon, pareshaan hoon
main uljha hoon, pareshaan hoon
huyi kya mujhse aisi khata
khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe
khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe
ret ka mahal woh tha lehro me shayad jo beh gaya
ret ka mahal woh tha lehro me shayad jo beh gaya
khwaahisho ka aashiyan chand saanse lekar ke deh gaya
rabba khud ke hi saaye lage aaj paraye
rabba khud ke hi saaye lage aaj paraye
main uljha hoon, pareshaan hoon
main uljha hoon, pareshaan hoon
huyi kya mujhse aisi khata
khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
jahan tak jaaye nazre dhuaa hi dhuaa dikhe
zindagi ne ishq me mujhe aise manzar dikhaaye hain
zindagi ne ishq me mujhe aise manzar dikhaaye hain
palko pe meri sada ashqo ke baadal hi chhaaye hai
rabba chain na aaye, din rein sataye