khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
zara sa dil hai, zara sa dil hai
ess dil mein magar saari khudai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
zara sa dil hai, zara sa dil hai
iss dil mein magar saari khudai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
ye dil allah ka ghar hai
ye dil bhagwan ka ghar hai
ye dil allah ka ghar hai
ye dil bhagwan ka ghar hai
badi dil mein sama jaaye to
dil shetaan ka ghar hai
isi dil mein bhalayi hai
isi dil mein buraai hai
isi dil mein bhalayi hai
isi dil mein buraai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
yahi dil phool hai
chattan hai moje samandar hai
yahi dil, yahi dil phool hai
chattan hai moje samandar hai
yahi dil naram paani hai
yahi dil shakht patthar hai
chhupa hai dard bedrdi bhi
iss mein samayi hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
jo chaho dekhlo iss mein
ye aaine se sacha hai yahi dil hai
jo chaho dekhlo iss mein
ye aaine se sacha hai
samjhdaari mein budha hai to
bhole pan mein bachcha hai
khilona bhi ye ban jaata hai
aadat aisi paayi hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
badi mushkil hai iska
saath chhoda bhi nahi jaaye
badi mushkil hai iska
saath chhoda bhi nahi jaaye
agar ik baar ye tuta to
jhoda bhi nahi jaaye
ghulo ki aadate shishe ki
fitrat jo paayi hai
ghulo ki aadate shishe ki
fitrat jo paayi hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
zara sa dil hai, zara sa dil hai
ess dil mein magar saari khudai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne dil banakar
kya anokhi shey banai hai
khuda ne DiL banakar kya, anokhi SHAY banai hai esi DiL me bhalai hai, esi
DiL me burai hai bahut khoob, bahut khoob-Pankaj UdhasJi