khush rahe ya bahut udaas rahe
khush rahe ya bahut udas rahe
zindagi tere aaspaas rahe
khush rahe ya bahut udaas rahe
zindagi tere aaspaas rahe
khush rahe ya bahut udaas rahe
aaj hum sabke saath khub hanse
aaj hum sabke saath khub hanse
aur phir der tak udaas rahe
aur phir der tak udaas rahe
zindagi tere aaspaas rahe
khush rahe ya bahut udaas rahe
raat ke raaste bhi roshan ho
raat ke raaste bhi roshan ho
haath mein chaand ka gilaas rahe
haath mein chaand ka gilaas rahe
aadmi ke liye jaruri hai
aadmi ke liye jaruri hai
koi umeed, koi aas rahe
koi umeed, koi aas rahe
zindagi tere aaspaas rahe
khush rahe ya bahut udaas rahe
zindagi tere aaspaas rahe