khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
heiraan tujhko dekha ke main kya kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
hairaan tujhko dekha ke
hairaan tujhko dekha ke, main kya kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
hairaan tujhko dekha ke
hairaan tujhko dekha ke, main kya kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
ik pyaas jalti rehti hai is dil ke aas paas
ik pyaas jalti rehti hai is dil ke aas paas
gar tu bura na maan to
gar tu bura na maan to, dariya kahu tujhe
gar tu bura na maan to, dariya kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
jaise ki jee uthi ho kisi baasuri ki taan
jaise ki jee uthi ho kisi baasuri ki taan
mathura ke ban mein nachati
mathura ke ban mein nachati, radha kahu tujhe
mathura ke ban mein nachati, radha kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
tere badan ka saya hai najuk surahiya
tere badan ka saya hai najuk surahiya
patthar ka dar na ho to main
patthar ka dar na ho to main, sisha kahu tujhe
patthar ka darr na hoto main, sisha kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
hairaan tujhko dekha ke
hairaan tujhko dekha ke, main kya kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe
khushbu khyal rang ke nagma kahu tujhe