Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Khushi Bhi Aayi To Kuch Aisi Adaa Se Aayi
4.41 - 27 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Khushi Bhi Aayi To Kuch Aisi Adaa Se Aayi - खुशी भी आई तो कुछ ऐसी अदा से आई
khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
khushi ke sath jamane pe muskura baithe
najara dekh liya vo ajib najro ne
ke jindagi ke fasane pe muskura baithe
khushi bhi aayi to

juban ko rok liya najar se bat chali
juban ko rok liya najar se bat chali
naye andaj se ab unse mulakat huyi hai
nigahe fer ke yu
nigahe fer ke yu hamse dur baithe hai
ke unke pas na aane pe muskura baithe
khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
khushi ke sath jamane pe muskura baithe
khushi bhi aayi to

teri hasi ke liye jalaye hamne diye
teri hasi ke liye jalaye hamne diye
bade arman bhare dil se ye dete hai duaye
jaha mishad rahe
jaha mishad rahe tu jaha jaha bhi rahe
tere nasib suhane pe muskura baithe
khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi
khushi ke sath jamane pe muskura baithe
najara dekh liya vo ajib najro ne
ke jindagi ke fasane pe muskura baithe
lyrics of song Khushi Bhi Aayi To Kuch Aisi Adaa Se Aayi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Saheli (1965)
Pradeep Kumar, Kalpana, Rajendra Nath, Vijaya Chaudhary, Jankidas, Johny WhiskeyLata Mangeshkar, Hemant Kumar, MukeshIndeevarKalayanji, Anandji, Kalyanji VeerjiArjun HingoraniArif TamboliSaheli at IMDB      Saheli at YouTube     |    Saheli at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type