khushiyo ke khaab dekhe aur gham liye jyada

humne sharaab kam pee, aansu peeye jyada

aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
aisa bhi waqt aaya deedar ki talab mein
apni nigaah se bhi parde kiye jyada
apni nigaah se bhi parde kiye jyada
humne sharaab kam pee, aansu peeye jyada
khushiyo ke khaab dekhe aur gham liye jyada
tera suluk shayad itna bura nahi tha
tera suluk shayad itna bura nahi tha
tera suluk shayad itna bura nahi tha
khud zindagi ne humko dhokhe diye jyada
khud zindagi ne humko dhokhe diye jyada
humne sharaab kam pee, aansu peeye jyada
khushiyo ke khaab dekhe aur gham liye jyada
logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
logo ko dil ke badle duniya pasand aayi
andar to jee na paaye, bahar jeeye jyada