khwabon me tere ghar meri khwahish nahi hogi

mujhse teri aankhon ki parashtish nahi hogi

aawaz mere baith to sakti hai thakan se
aawaz mere baith to sakti hai thakan se
aawaz mere baith to sakti hai thakan se
lehze me magar mere
lehze me magar mere guzarish nahi hogi
lehze me magar mere guzarish nahi hogi
mujhse teri aankhon ki parashtish nahi hogi
khwabon me tere
ho fikar jise khud wo mera bhal parakh le

mujhse to mere gham ki
mujhse to mere gham ki numaish nahi hogi
mujhse to mere gham ki numaish nahi hogi
mujhse teri aankhon ki parashtish nahi hogi
khwabon mein tere
ye doobeg ye tishnalabi ab ke baras kya
ye doobeg ye tishnalabi ab ke baras kya
kya ab ke tere vasl ki
kya ab ke tere vasl ki barish nahi hogi
kya ab ke tere vasl ki barish nahi hogi
mujhse teri aankhon ki parashtish nahi hogi
khwabon me tere
mane ke na mane mujhe shehzad zamana
mane ke na mane mujhe shehzad zamana
mane ke na mane mujhe shehzad zamana
ye tey hai ke mujhse koi
ye tey hai ke mujhse koi sazish nahi hogi